Aashufta Changezi Roushni Shayari

Hai roushni hi roushni manzar nahin koi
Suraj latak rahe hain jahan dekhta hun mein
Aashufta Changezi
है रौशनी ही रौशनी मंज़र नहीं कोई
सूरज लटक रहे हैं जहाँ देखता हूँ मैं
आशुफ़्ता चंगेज़ी

Diwali Shayari On Pataakha And Barood

Barood mein masla hai.. ke takneek mein kharaabi hai
Chhoot-ta nahin pataakha mera.. unki diwali jaari hai
बारूद में मसला है.. के तकनीक में खराबी है,
छूटता नहीं पटाखा मेरा.. उनकी दिवाली जारी है ।