Mazhar Imam – Hum Ne To Darichon Pe Saja Rakkhe Hain Parde Hum ne to darichon pe saja rakkhe hain parde Bahar hai qayamat ka jo manzar to humein kya Mazhar Imam – हम ने तो दरीचों पे सजा रक्खे हैं पर्दे बाहर है क़यामत का जो मंज़र तो हमें क्या मज़हर इमाम
Saba Afghani – Ai Waaiz-E-Naadan Karta Hai Tu Ek Qayamat Ka Charcha Ai waaiz-e-naadan karta hai tu ek qayamat ka charcha Yahan roz nigaahein milti hain yahan roz qayamat hoti hai Saba Afghani – ऐ वाइज़-ए-नादां करता है तू एक क़यामत का चर्चा, यहाँ रोज़ निगाहें मिलती हैं यहाँ रोज़ क़यामत होती है सबा अफ़्ग़ानी