Paon Mein Chhale Nahin Rahe

gareebi shayari
Paon Mein Chhale Nahin Rahe

ऐसा नहीं कि पांव में छाले नहीं रहे,
तकलीफ तो ये है कि देखने वाले नहीं रहे..!!

Aisa Nahin Ki Paon Mein Chhale Nahin Rahe,
Takleef To Ye Hai Ki Dekhne Wale Nahin Rahe..!!

Bhukh Shayari on Hindu Muslim

bhukh shayari
Bhukh Shayari on Hindu Muslim

ये मत देखो हिन्दू कौन है, मुसलमान कौन है !
अपने पड़ोस में पता लगाओ भूखा इंसान कौन है!

Ye Mat Dekho Hindu Kaun Hai, Musalman Kaun Hai!
Apne Pados Mein Pata Lagao Bhukha Insan Kaun Hai!

Garibi Shayari on Mask

garibi shayari
Garibi Shayari on Mask

मास्क जैसा भी है, ग़ुरबत में बनाया है,
गरीब हैं साहब, गैर-जिम्मेदार नहीं हैं….

Mask Jaisa Bhi Hai, Gurbat Mein Banaya Hai,
Garib Hain Sahab, Gair-Jimmedar Nahin Hain….

Motivational Shayari on Garibi in Hindi

Motivational Shayari on Garibi
Motivational Shayari on Garibi

खुद से जीतने की ज़िद है मुझे, खुद को ही हराना है,
मैं भीड़ नहीं दुनियाँ की, मेरे अंदर एक ज़माना है….

Khud Se Jeetne Ki Zid Hai Mujhe, Khud Ko Hi Harana Hai,
Main Bheed Nahin Duniyan Ki, Mere Andar Ek Zamana Hai….

Garibi Shayari In Hindi

Selected Garibi Shayari In Hindi-

प्रिय पाठकों हमारे देश में ग़रीबी बहुत है। Garibi Shayari के रूप विभिन्न शायरों द्वारा Garibi का खींचा गया चित्रण यहाँ प्रस्तुत है। इन शायरियों के ज़रिये आप गरीबी के मर्म और हालत को अच्छे से समझ पाएंगे। उम्मीद है कि गरीबी शायरी का ये कलेक्शन आपको बहुत पसंद आएगा।

Garibi Shayari Image –

garibi shayari
Garibi Shayari In Hindi

नन्हें बच्चों के सवालात से डर जाता हूँ,
जेब ख़ाली हो तो मैं देर से घर जाता हूँ….

Nanhein Bacchon Ke Sawalat Se Dar Jata Hun,
Jeb Khali Ho To Mein Der Se Ghar Jata Hun….

Read moreGaribi Shayari In Hindi

Gareeb Shayari by Ismail Merathi

gareeb shayari
gareeb shayari

न पूछो कुछ ग़रीबों के मकाँ की
ज़मीं का फ़र्श है छत आसमाँ की…
– इस्माइल_मेरठी

Na Puchho Kuch Gareebon Ke Makaan Ki,
Zamin Ka Farsh Hai Chhat Aasmaan Ki….
– Ismail Merathi

Gareebi Shayari Status in Hindi

gareebi shayari
gareebi shayari

मिसाल बन गई उसकी गरीबी ज़माने के लिए,
वो डबल रोटी बेचती है दो वक़्त की रोटी कमाने के लिए….

Misaal Ban Gayi Uski Gareebi Zamaane Ke Liye,
Wo Double Roti Bechti Hai Do Waqt Ki Roti Kamane Ke Liye….

Garib ki Beti Shayari

Zara si aahat se wo jag jaata hai raaton mein
Khuda beti de gareeb ko to darwaaza bhi de
– Unknown
 ज़रा सी आहट से वो जग जाता है रातों में
 ख़ुदा बेटी दे गरीब को तो दरवाज़ा भी दे
– अज्ञात

Jaun Elia – Jo Ranayi Nigahon K Liye Samaan-E-Jalwa Hai

 

Jaun Elia Best Sher o Shayari
 –
Jo Ranayi Nigahon K Liye Samaan-E-Jalwa Hai
Libas-E-Muflisi Mein Kitni Be Qeemat Nazar Ati
Yahan To Jaazbiyat Bhi Hai Dolat Hi Ki Parwarda
Ye Larki Faaqa’kash Hoti To Bad’soorat Nazar Ati
Jaun Elia
जो रानाई निगाहों के लियें सामान-ए-जलवा है
लिबास-ए-मुफ़लिसी में कितनी बे क़ीमत नज़र आती
यहाँ तो जाज़बियत भी है दोलत ही की परवरदा
ये लड़की फाक़ाकश होती तो बद्सूरत नज़र आती
जौन एलिया