Raksha Bandhan Shayari By Munawwar Rana

raksha bandhan shayari by munawwar rana
raksha bandhan shayari by munawwar rana

किसी के ज़ख़्म पर चाहत से पट्टी कौन बाँधेगा,
अगर बहनें नहीं होंगी तो राखी कौन बाँधेगा….
– मुनव्वर राना

Kisi Ke Zakhmon Par Chahat Se Patti Kaun Bandhega,
Agar Behne Nahin Hongi To Rakhi Kaun Bandhega….
– Munawwar Rana

Diwali Shayari On Pataakha And Barood

Barood mein masla hai.. ke takneek mein kharaabi hai
Chhoot-ta nahin pataakha mera.. unki diwali jaari hai
बारूद में मसला है.. के तकनीक में खराबी है,
छूटता नहीं पटाखा मेरा.. उनकी दिवाली जारी है ।

Diwali Shayari on Mitti Ka Diya

China ke diyon aur pataakhon ka bahishkaar karein
Chalo is diwali desh ki mitti se pyaar karein
चाईना के दियों और पटाखों का बहिष्कार करें
चलो इस दिवाली देश की मिट्टी से प्यार करें