Firaq Gorakhpuri Shayari on Shaam

shayari on shaam
shayari on shaam

शाम भी थी धुआँ धुआँ हुस्न भी था उदास उदास,
दिल को कई कहानियाँ याद सी आ के रह गईं….
– फ़िराक़ गोरखपुरी

Shaam Bhi Thi Dhuan Dhuan Husn Bhi Tha Udas Udas,
Dil Ko Kayi Kahaniyan Yaad Si Aa Ke Reh Gayi….
– Firaq Gorakhpuri

Husn Shayari on Yaar

Husn Shayari
Husn Shayari on Yaar

हुस्न का क्या काम सच्ची मोहब्बत में,
रंग सांवला भी हो तो यार क़ातिल लगता है।

Husn Ka Kya Kaam Sacchi Mohabbat Mein,
Rang Sanwla Bhi Ho To Yaar Qatil Lagta Hai.

Husn Shayari in Hindi by Shahzad Qais

husn shayari in hindi
husn shayari

हुस्न वालों की अदा से हादसे होते तो हैं,
लड़कियों का चलने पे चालान होना चाहिए….
– शहज़ाद क़ैस

Husn Walon Ki Ada Se Haadse Hote To Hain,
Ladkiyon Ka Chalne Pe Chalaan Hona Chahiye….
– Shahzad Qais