Habib Jalib Shayari on Khauf-O-Nafrat

nafrat shayari
nafrat shayari

ख़ौफ़-ओ-नफ़रत की हर हद मिटाने निकल,
अक़्ल-ओ-दानिश की शमएँ जलाने निकल….
– हबीब जालिब

Khauf-O-Nafrat Ki Har Had Mitaane Nikal,
Akl-O-Danish Ki Shamayein Jalaane Nikal….
– Habib Jalib

Diwali Guzar Gayi Shayari

Guzarta nahin tha pal bhi jinke bagair
Dekho ye diwali guzar gayi unke bagair
–
गुजरता नहीं था पल भी जिनके बगैर
देखो ये दीवाली गुज़र गई उनके बगैर

Azhar Inayati – Chiragh Sher O Dhayari

Ye aur baat ki aandhi hamare bas mein nahin
Magar charaagh jalana to ikhtiyaar mein hai
– Azhar Inayati
–
ये और बात की आँधी हमारे बस में नहीं
मगर चराग़ जलाना तो इख़्तियार में है
– अज़हर इनायती