Shaheen Abbas – Is Baar Tere Khwab Mein Rkkha Hai Apna Khwab Is baar tere khwab mein rkkha hai apna khwab Is baar roshni mein sambhaali hai roshni Shaheen Abbas – इस बार तेरे ख़्वाब में रक्खा है अपना ख़्वाब इस बार रौशनी में सँभाली है रौशनी शाहीन अब्बास
Balwan Singh Azar – Haar Jayegi Yaqinan Teergi Haar Jayegi yaqinan teergi Gar musalsal roushni zinda rahi – Balwan Singh Azar – हार जाएगी यक़ीनन तीरगी* गर मुसलसल रौशनी ज़िंदा रही – बलवान सिंह आज़र *अँधेरा
Idrees Babar – Ik Diya Dil Ki Roushni Ka Safeer Ik diya dil ki roushni ka safeer* ho mayassar to raat bhi din hai – Idrees Babar – इक दिया दिल की रौशनी का सफ़ीर٭ हो मयस्सर तो रात भी दिन है – इदरीस बाबर *Messenger, Ambassador
Azhar Adeeb Shayari On Diwali Parcham hun roshni ka mira ehatram kar Tareekiyon ka rasta roke khada hun mein – Azhar Adeeb – परचम हूँ रौशनी का मिरा एहतिराम कर तारीकियों का रास्ता रोके खड़ा हूँ मैं – अज़हर अदीब
Aashufta Changezi Roushni Shayari Hai roushni hi roushni manzar nahin koi Suraj latak rahe hain jahan dekhta hun mein Aashufta Changezi – है रौशनी ही रौशनी मंज़र नहीं कोई सूरज लटक रहे हैं जहाँ देखता हूँ मैं आशुफ़्ता चंगेज़ी
Nazeer Banarsi Andhera Shayari Andhera maangne aaya tha roushni ki bheek Hum apna ghar na jalaate to aur kya karte – Nazeer Banarsi – अंधेरा माँगने आया था रौशनी की भीक हम अपना घर न जलाते तो और क्या करते – नज़ीर बनारसी