Mehfil Shayari on Nazrein

mehfil shayari love
mehfil shayari

कितनी चुराऊँ नज़रें महफ़िल तमाम से..
हर कोई इन आँखों में..बस तुम को ही ढूंढ़ता है!!🌹🌹

Kitni Churaun Nazrein Mehfil Tamaam Se..
Har Koi In Aankhon Mein.. Bas Tum ko Hi Dhundhta Hai..!!🌹🌹

Wali Aasi Best Shayari

 Hum us mehfil mein bas ek baar sach bole the ai ‘Wali’
Zubaan par umr bhar mehsus ki chingariyan humne
Wali Aasi
–
हम उस महफ़िल में बस इक बार सच बोले थे ऐ ‘वाली’
जुबाँ पर उम्र भर महसूस की चिंगारियां हमने
वाली आसी