Zulm Shayari On Aaina

Zulm Shayari On Aaina
Zulm Shayari On Aaina

आइना भी उन्हें देखके शर्मा गया होगा,
उनके ज़ुल्म देखके ख़ुद बखुद टूट गया होगा….

Aaina Bhi Unhein Dekhke Sharma Gaya Hoga,
Unke Zulm Dekhke Khud Bakhud Toot Gaya Hoga….

Aaina Shayari On Tasveer

Aaina Shayari On Tasveer
Aaina Shayari On Tasveer

जिसको गलत तस्वीर दिखाई उसको ही बस ख़ुश रख पाया,
जिसके सामने आईना रक्खा हर वो शख्स मुझसे रूठ गया….

Jisko Galat Tasveer Dikhayi Usko Hi Bas Khush Rakh Paya,
Jiske Saamne Aaina Rakkha Har Wo Shakhsh Mujhse Rooth Gaya….

Ishq Shayari On Aaina

ishq shayari on aaina
ishq shayari on aaina

नज़र बचा कर सबसे जब हम संवरने लगे,
आईना जान गया कि हम भी इश्क़ करने लगे….

Nazar Bachakar Sabse Jab Hum Sawarne Lage,
Aaina Jaan Gaya Ki Hum Bhi Ishq Karne Lage….

Rip Sushant Singh Rajput Shayari

Rip Sushant Singh Rajput Shayari / Alvida Sushant Singh Rajput Shayari

alvida Sushant Singh Rajput Shayari
Rip Sushant Singh Rajput Shayari

तुम गए क्या शहर सूना कर गए,
दर्द का आकार दूना कर गए….उफ़😢

Tum Kya Gaye Shahar Suna Kar Gaye,
Dard Ka Aakar Doona Kar Gaye…. Uff😢

Dushyant Kumar – Aage Nikal Gaye Hain

lockdown shayari
lockdown shayari

आगे निकल गए हैं घिसटते हुए क़दम,
राहों में रह गए हैं निशाँ और भी ख़राब….
– दुष्यंत कुमार

Aage Nikal Gaye Hain Ghisatte Huye Kadam,
Rahon Mein Reh Gaye Hain Nishan Aur Bhi Kharab….
– Dushyant Kumar

Nafraton Ke Shahar Mein

Nafraton Ke Shahar Mein Shayari –

nafrat shayari
nafrat shayari

नफरतों के शहर में चालाकियों के डेरे हैं,
यहाँ वो लोग रहते हैं जो तेरे मुँह पे तेरे और मेरे मुँह पे मेरे हैं….

Nafraton Ke Shahar Mein Chalakiyon Ke Dere Hain,
Yahan Wo Log Rehte Hain Jo Tere Muhn Pe Tere Aur Mere Muhn Pe Mere Hain…

Read moreNafraton Ke Shahar Mein

Marz E Ishq Shayari in Hindi

marz e ishq shayari
marz e ishq shayari

कोई ढूंढ लाओ मर्ज़-ए-इश्क़ की भी वैक्सीन,
मरीज इसके भी बहुत हो गए हैं ज़माने में….

Koi Dhund Laao Marz e Ishq Ki Bhi Vaccine,
Mareej Iske Bhi Bahut Ho Gaye Hain Zamane Mein….

Panchhi Shayari On Rishte

panchhi shayari on rishte
panchhi shayari on rishte

ना जाने कैसा रिश्ता था,
टहनी से उस पंछी का….
उसके उड़ जाने पर,
वो कुछ देर काँपती रही….

Na Jane Kaisa Rishta Tha,
Tehni Se Us Panchhi Ka….
Uske Ud Jane Par,
Wo Kuchh Der Kanpti Rahi….

Naqab Shayari On Log

Naqab Shayari On Log
Naqab Shayari On Log

नक़ाब के पीछे नक़ाब लगाए हुए हैं लोग,
और कहते रहते हैं की खुली किताब हूँ मैं….

Naqab Ke Peechhe Naqab Lagaye Huye Hain Log,
Aur Kehte Rehte Hain Ki Khuli Kitab Hun Main….

Maa Shayari On Nazar Ka Teeka

maa shayari on nazar
maa shayari on nazar ka teeka

किसी की नज़र नहीं लगेगी बच्चे,
तेरी माँ ने प्यार से नज़र का टीका जो लगा रखा है….

Kisi Ki Nazar Nahin Lagegi Bachche,
Teri Maa Ne Pyar Se Nazar Ka Teeka Jo Laga Rakha Hai….