Funny Shayari On Ishq

funny shayari on ishq
funny shayari on ishq

मुझसे पहले भी किसी और से इश्क़ था उसे,
हम अगर एक भी हो जाते..तो ढ़ाई होते….

Mujhse Pehle Bhi Kisi Aur Se Ishq Tha Use,
Hum Agar Ek Bhi Ho Jate..To Dhai Hote….

Sad Shayari On Sushant Singh Rajput Death

Sad Shayari On Sushant Singh Rajput Death
Sad Shayari On Sushant Singh

मंजिले बिछड़ गई रास्ते भी खो गए,
आए फिर ना लौट के जो दिवाने हो गए….

Manzilein Bichhad Gayi Raste Bhi Kho Gaye,
Aaye Fir Na Laut Ke Jo Deewane Ho Gaye….

Jaun Elia Shayari On Khwab

Jaun elia shayari on khwab
Jaun elia shayari on khwab

मर गए ख़्वाब सबकी आंखों के,
हर तरफ है गिला हकीक़त का…
– जौन एलिया

Mar Gaye Khwab Sabki Aankhon Ke,
Har Taraf Hai Gila Hakikat Ka….
– Jaun Elia

Satya Vachan On Gussa And Guroor

satya vachan on gussa
satya vachan on gussa

गुस्से और गुरूर में कही बातें,
रिश्ते.. यादों में बदल देती हैं….

Gusse Aur Guroor Mein Kahi Baatein,
Rishte.. Yaadon Mein Badal Deti Hain….

Tasveer Shayari On Barish

Tasveer Shayari On Barish
Tasveer Shayari On Barish

बारिश की बूंदो में झलकती है उसकी तस्वीर,
आज फिर भीग बैठे उसे पाने की चाहत में….

Barish Ki Bundon Mein Jhalakti Hai Uski Tasveer,
Aaj Fir Bheeg Baithe Use Pane Ki Chahat Mein….

Satya Vachan – Aadmi Achha Tha

Satya Vachan
Satya Vachan

‘आदमी अच्छा था’,
ये सुनने के लिए,
इंसान को मरना पड़ता है….

“Aadmi Achha Tha”,
Ye Sunne Ke Liye,
Insan Ko Marna Padta Hai….

Abhi Kanch Hun Isliye

shayari on aaina
shayari on aaina in hindi

अभी काँच हूँ इसलिए सारी दुनियाँ को चुभता हूँ,
जब आईना बन जाऊँगा उस दिन पूरी दुनियाँ देखेगी….

Abhi Kanch Hun Isliye Sari Duniya Ko Chubhta Hun,
Jab Aaina Ban Jaunga Us Din Poori Duniya Dekhegi….

Lajawab Shayari On Aaina

Lajawab Shayari On Aaina
Lajawab Shayari On Aaina

ये आईना क्या देगा तुम्हें, तुम्हारी शख्सियत की ख़बर,
कभी मेरी आँखों से देखो, कितनी लाजवाब हो तुम….

Ye Aaina Kya Dega Tumhein, Tumhari Shakhsiyat Ki Khabar,
Kabhi Meri Aankhon Se Dekho, Kitni Lajawab Ho Tum….

Gulab Shayari On Aaina

Gulab Shayari On Aaina
Gulab Shayari On Aaina

तुम गुलाब तो नही हो
मगर समां महका दिया,
बड़े अजीब हो तुम
तुमने आईना बहका दिया….

Tum Gulab To Nahin Ho
Magar Sama Mehka Diya,
Bade Ajeeb Ho Tum
Tumne Aaina Behka Diya….