Dushyant Kumar – Aage Nikal Gaye Hain

lockdown shayari
lockdown shayari

आगे निकल गए हैं घिसटते हुए क़दम,
राहों में रह गए हैं निशाँ और भी ख़राब….
– दुष्यंत कुमार

Aage Nikal Gaye Hain Ghisatte Huye Kadam,
Rahon Mein Reh Gaye Hain Nishan Aur Bhi Kharab….
– Dushyant Kumar

Kuchh Tasverein Aawaz Se Jyada Shor Karti Hain

shor shayari on be-basi and majburi
shor shayari

कुछ “तस्वीरें” आवाज से ज्यादा “शोर” करती हैं,
बस सुनने के लिए “कान” नहीं “हृदय” की आवश्यकता होती है….

Kuchh “Tasverein” Aawaz Se Jyada “Shor” Karti Hain,
Bas Sunne Ke Liye “Kaan” Nahin “Hirdya” Ki Avashyakta Hoti Hai….

Shor Shayari on Nazdikiyan

shor shayari
Shor Shayari in Hindi

फासलों में नज़दीकियॉं खोजने का दौर है,
बाहर इतना सन्नाटा.. और अन्दर कितना शोर है….

Faslon Mein Nazdikiyan khojne Ka Daur Hai,
Bahar Itna Sannata.. Aur Andar Kitna Shor Hai….