
नक़ाब के पीछे नक़ाब लगाए हुए हैं लोग,
और कहते रहते हैं की खुली किताब हूँ मैं….
Naqab Ke Peechhe Naqab Lagaye Huye Hain Log,
Aur Kehte Rehte Hain Ki Khuli Kitab Hun Main….
नक़ाब के पीछे नक़ाब लगाए हुए हैं लोग,
और कहते रहते हैं की खुली किताब हूँ मैं….
Naqab Ke Peechhe Naqab Lagaye Huye Hain Log,
Aur Kehte Rehte Hain Ki Khuli Kitab Hun Main….
डिटर्जेंट से भी जयादा ख़राब हो गयी है, ज़िन्दगी,
लोग इस्तेमाल तो करते हैं, पर विश्वास नहीं करते….
Detergent Se Bhi Jyada Kharab Ho Gayi Hai, Zindagi,
Log Istemal To Karte Hain, Par Vishvas Nahin Karte….
शहर आबाद कर के शहर के लोग,
अपने अंदर बिखरते जाते हैं….
– जौन एलिया
Shahar Aabad Kar Ke Shahar Ke Log,
Apne Andar Bikharte Jaate Hain….
– Jaun Elia
बनाएं होंगे शाहजहाँ ने मोहब्बत मे ताज,
कुछ लोग ने मोहब्बत को सर आँखों पे रखा है….
Banaye Honge Shahjahan Ne Mohabbat Mein Taj,
Kuch Logon Ne Mohabbat Ko Sar Aankhon Pe Rakha Hai….
Ek Baat Aur Bhi Hai,
Jo Tumse Kehni Hai Mujhe….
Ishq Mein Jo Bhi Karu Khata,
Wo Apni Samajh ke Sehni Hai Tujhe….
एक बात और भी है,
जो तुमसे कहनी है मुझे….
इश्क़ में जो भी करूँ ख़ता,
वो अपनी समझ के सहनी है तुझे!!!!
ज़हर के काबिल भी न थे वे लोग,
अफ़सोस उन्हें हम ज़िगर का खून पिलाते रहे….
Zeher Ke Kabil bhi Na The Wo Log,
Afsos Unhein Hum Jigar Ka Khoon Pilate Rahe….