Allama Iqbal – Guzra Hua Zamana

Aata hai yaad mujh ko guzra hua zamana
Wo baagh ki bahaarein wo sab ka chehchahana
– Allama Iqbal

आता है याद मुझ को गुज़रा हुआ ज़माना
वो बाग़ की बहारें वो सब का चहचहाना
– अल्लामा इक़बाल

Ada Jafri – Hamare Shahar Ke Log

Hamare shahar ke logon ka ab ahwaal itna hai
Kabhi akhbaar padh lena kabhi akhbaar ho jaana
Ada Jafri
हमारे शहर के लोगों का अब अहवाल इतना है
कभी अख़बार पढ़ लेना कभी अख़बार हो जाना
अदा जाफ़री

Saqib Lakhnavi – Mutthiyon Mein Khaak Le Kar Dost Aaye Waqt-E-Dafn

 Mutthiyon mein khaak le kar dost aaye waqt-e-dafn
Zindagi bhar ki mohabbat ka sila dene lage
Saqib Lakhnavi
 –
मुट्ठियों में ख़ाक ले कर दोस्त आए वक़्त-ए-दफ़्न
ज़िंदगी भर की मोहब्बत का सिला देने लगे 
साकिब लखनवी