Suprabhat Suvichar On Galti And Anubhav

Suprabhat Suvichar On Galti
Suprabhat Suvichar On Galti

एक गलती आपका अनुभव बढ़ा देती है,
और एक अनुभव आपकी गलतियां कम कर देता है….
🙏🏻 सुप्रभात 🙏🏻

Ek Galti Apka Anubhav Badha Deti Hai,
Aur Ek Anubhav Apki Galtiyan Kam Kar Deta Hai….
🙏🏻 Suprabhat 🙏🏻

Damaad Shayari On Women

Damaad Shayari On Women
Damaad Shayari On Women

औरत को समझता था जो मर्दों का खिलौना,
उस शख़्स को दामाद भी वैसा ही मिला है..😍😍

Aurat Ko Samajhta Tha Jo Mardon Ka Khilona,
Us Shakhs Ko Damaad Bhi Vaisa Hi Mila Hai….😍😍

Khamiyan Shayari On Dosti

Khamiyan Shayari On Dosti
Khamiyan Shayari On Dosti

जब दोस्त कह दिया है तो फिर खामियां न देख,
टुकड़ों में जो कुबूल हो वो दोस्ती नहीं….

Jab Dost Keh Diya Hai To Fir Khamiyan Na Dekh,
Tukdon Mein Jo Kubool Ho Wo Dosti Nahin….

Seene Se Lagane Ki Romantic Shayari

romantic shayari
Seene Se Lagane Ki Romantic Shayari

उसे छूना जुर्म है तो मेरी फांसी का इंतजाम करो,
मेरे दिल की जिद है आज उसे सीने से लगाने की….

Use Chhuna Jurm Hai To Meri Fansi Ka Intejam Karo,
Mere Dil Ki Jid Hai Aaj Use Seene Se Lagane Ki….

Dosti Shayari On Chalaki

chalaki shayari
Dosti Shayari On Chalaki

मुझें नहीं आतीं उड़ती पतंगों सी चालाकियां,
गले मिलकर गला काटू ऐसा मांझा नहीं हूँ मैं….

Mujhe Nahin Aati Udti Patangon Si Chalakiyan,
Gale Milkar Gala kaatu Aisa Manjha Nahin Hun Mein….

Jaun Elia Shayari On Khayal

Jaun Elia Shayari On Khayal
Jaun Elia Shayari On Khayal

अब मैं समझा हूँ बेकसी क्या है,
अब तुम्हें भी मेरा ख्याल नहीं….
हाय! ये इश्क़ का ज़वाल के अब,
हिज्र में हिज्र का मलाल नहीं….
– जौन एलिया

Ab Main Samjha Hun Bekasi Kya Hai,
Ab Tumhein Bhi Mera Khayal Nahin….
Haye! Ye ishq ka jawal ke ab,
Hijr Mein Hijr Ka Malal Nahin….
– Jaun Elia