Rubaru Shayari On Ehsaas

Rubaru Shayari On Ehsaas
Rubaru Shayari On Ehsaas

तुम खास ही नहीं हर सांस में हो,
रूबरू नहीं पर हर एहसास में हो….

Tum Khas Hi Nahin Har Saans Mein Ho,
Rubaru Nahin Par Har Ehsaas Mein Ho….

Mere Zabin Pe Bosa De

Mere Zabin Pe Bosa De
Mere Zabin Pe Bosa De

मैं चाहता हूँ वह मेरे जबीं पे बोसा दे,
मगर जली हुई रोटी को कौन घी लगाता है….

Mein Chahta Hun Vah Mere Zabin Pe Bosa De,
Magar Jali Huyi Roti Ko Kaun Ghi Lagata Hai….

Zindagi Pe Suprabhat Status

Zindagi Pe Suprabhat Status
Zindagi Pe Suprabhat Status

ज़िन्दगी तुम्हें वो नहीं देगी जो तुम्हें चाहिए,
ज़िन्दगी तुम्हें वो देगी जिसके क़ाबिल तुम हो….

Zindagi Tumhein Wo Nahin Degi Jo Tumhein Chahiye,
Zindagi Tumhein Wo Degi Jiske Qabil Tum Ho….

Insani Zahar Pe Satya Vachan

Insani Zahar Pe Satya Vachan
Insani Zahar Pe Satya Vachan

संसार में मनुष्य एक मात्र ऐसा प्राणी है,
जिसका जहर उसके दांतों😁 में नहीं
🗨️शब्दों में होता है !!

Sansar Mein Manushya Ek Matra Aisa Prani Hai,
Jiska Zahar Uske Danton😁 Mein Nahin 🗨️Shabdon Mein Hota Hai!!

Bhukh Shayari On Roti

Bhukh Shayari On Roti
Bhukh Shayari On Roti

मैं कई दफा चूल्हे के आगे से भूखा उठा हूँ,
ऐ रोटी अपना पता बता मुझे, जहाँ तू बर्बाद होती है….

Main Kai Dafa Chulhe Ke Aage Se Bhukha Utha Hun,
Ain Roti Apna Pata Bata Mujhe, Jahan Tu Barbad Hoti Hai….

Parindey Shayari On Attitude

attitude shayari
parindey shayari on attitude

झूठी शान के परिंदे ही ज्यादा फड़फड़ाते हैं,
बाज़ की उड़ान में कभी आवाज़ नहीं होती….

Jhoothi Shaan Ke Parindey Hi Jyada Fadfadate Hain,
Baaz Ki Udaan Mein Kabhi Awaaz Nahin Hoti….

Zinda Dili Shayari On Zindagi

Zinda Dili Shayari On Zindagi
Zinda Dili Shayari On Zindagi

ज़िंदगी ज़िंदा-दिली का है नाम,
मुर्दा-दिल ख़ाक जिया करते हैं….
– इमाम बख़्श नासिख़

Zindagi Zinda-Dili Ka Hai Naam,
Murda-Dil Khak Jiya Karte Hain….
– Imam Bakhs Nasikh

Romantic Shayari Vish Ho Ya Amrit

Romantic Shayari Vish Ho Ya Amrit
Romantic Shayari Vish Ho Ya Amrit

रख अधर पर अधर और मुझे जीने दे,
चाहे विष हो या अमृत अब पीने दे….

Rakh Adhar Par Adhar Aur Mujhe Jeene De,
Chahe Vish Ho Ya Amrit Ab Peene De….

Noor Jahan Sarwat Shayari On Aaina

Noor Jahan Sarwat Shayari On Aaina
Noor Jahan Sarwat Shayari On Aaina

अक्स ता अक्स बदल सकती हूँ चेहरा मैं भी,
मेरा माज़ी मगर आईना दिखाता है मुझे….
– नूर जहाँ सरवत

Aks Ta Aks Badal Sakti Hun Chehra Main Bhi,
Mera Maazi Magar Aaina Dikhata Hai Mujhe….
– Noor Jahan Sarwat