Ishq Shayari On Khamoshiyan And Mulakatein

ishq shayari on khamoshiyan and mulakatein
ishq shayari on khamoshiyan and mulakatein

खामोशियाँ बोल देतीं हैं जिनकी बातें नहीं होती,
इश्क़ उन का भी कायम रहता है जिनकी मुलाकातें नहीं होती….

Khamoshiyan Bol Deti Hain Jinki Baatein Nahin Hoti,
Ishq Unka Bhi Kayam Rehta Hai Jinki Mulakatein Nahin Hoti….

Sad Shayari On Gam

sad shayari on gam
sad shayari on gam

हंसना आता है मुझे, मुझसे ग़म की बात नहीं होती,
मेरी बातों में मज़ाक होता है, मेरी हर बात मज़ाक नहीं होती….

Hasna Aata Hai Mujhe, Mujhse Gam Ki Baat Nahin Hoti,
Meri Baaton Mein Majak Hota Hai, Meri har Baat Majak Nahin Hoti….

Fakir Shayari On Mulaqat

Fakir Shayari and Mulaqat Shayari
Fakir Shayari On Mulaqat

कितने सादा होते हैं हम फ़क़ीरों के अकीदे,
देख लेने को ….मुलाकात समझ लेते हैं!

Kitne Saada Hote Hain Hum Fakiron Ke Akeedey,
Dekh Lene Ko ….Mulaqat Samajh Lete Hain!

Ummid Shayari On Suprabhat

Ummid Shayari on Suprabhat
Ummid Shayari on Suprabhat

उम्मीदों का दामन थाम रहे हो, तो होंसला कायम रखना….
क्योंकि जब नाकामियाँ चरम पे हों, तो कामयाबी बेहद करीब होती है….

Ummidon Ka Daaman Tham Rahe Ho, To Honsla Kayam Rakhna….
Kyunki Jab Nakamiyan Charam Pe Hon, To Kamyabi Behad Kareeb Hoti Hai….

Bechain Umangon Pe Shayari

Bechain Umangon Pe Shayari
Bechain Umangon Pe Shayari

बेचैन उमंगों को बहला के चले जाना,
हम तुमको न रोकेंगे बस आ के चले जाना….

Bechain Umangon Ko Behla Ke Chale Jana,
Hum Tumko Na Rokenge Bas Aa Ke Chale Jana….

Miyan Dad Khan Sayyah – Laila Majnu Shayari

Miyan Dad Khan Sayyah - Laila Majnu Shayari
Miyan Dad Khan Sayyah – Laila Majnu Shayari

क़ैस जंगल में अकेला है मुझे जाने दो
ख़ूब गुज़रेगी जो मिल बैठेंगे दीवाने दो
– मियाँ दाद ख़ां सय्याह

Qais Jungle Mein Akela Hai Mujhe Jane Do,
Khoob Guzregi Jo Mil Baithenge Deewane Do….
– Miyan Dad Khan Sayyah