Sada Ambalvi Shayari

उन्हें न तोलिये तहज़ीब के तराज़ू में,
घरों में उन के न चूल्हे न दीप जलते हैं….

-सदा अम्बालवी

Unhein Na Toliye Tehzeeb Ke Taraaju Mein,
Gharon Mein Unke Na Chulhe Na Deep Jalte Hain….
– Sada Ambalvi

Dosti Shayari

dosti shayari image
dosti shayari

खामोशियों में धीमी सी आवाज़ है,
तन्हाईयों में भी एक गहरा राज़ है।
मिलते नही हैं सबको अच्छे दोस्त यहाँ,
आप जो मिले हो हमें खुद पर नाज़ है।

Khamoshiyon Mein Dheemi Si Aawaz Hai,
Tanhayion Mein Bhi Ek Gehra Raaz Hai.
Milte Nahin Hain Sabko Achchhe Dost Yahan.
Aap Jo Mile Ho Humein Khud Par Naaz Hai.

Suprabhat Status

कुएँ मे उतरने के बाद,
बाल्टी झुक जाती है लेकिन
झुकने के बाद भर कर ही
बाहर निकलती है….
जीवन में भी कुछ ऐसा ही होता है-
जो झुकता है वह अवश्य
कुछ न कुछ लेकर ही उठता है….
यही जीवन है।
🌹🙏 मंगल प्रभात 🙏🌹

Faiz Ahmad Faiz Mohabbat Shayari

Faiz Ahmad Faiz Shayari
sad shayari status

दोनों जहान तेरी मोहब्बत में हार के,
वो जा रहा है कोई शब-ए-ग़म गुज़ार के….
– फ़ैज़ अहमद फ़ैज़

Dono Jahaan Teri Mohabbat Mein Haar Ke,
Wo Jaa Raha Hai Koi Shab-e-Gham Guzaar Ke….
– Faiz Ahmad Faiz

Love Shayari In Hindi

Love Shayari With Images In Hindi-

mohabbat shayari image
Love Shayari In Hindi

बनाएं होंगे शाहजहाँ ने मोहब्बत मे ताज,
कुछ लोग ने मोहब्बत को सर आँखों पे रखा है….

Banaye Honge Shahjahan Ne Mohabbat Mein Taj,
Kuch Logon Ne Mohabbat Ko Sar Aankhon Pe Rakha Hai….


 

Ek Baat Aur Bhi Hai,
Jo Tumse Kehni Hai Mujhe….
Ishq Mein Jo Bhi Karu Khata,
Wo Apni Samajh ke Sehni Hai Tujhe….

एक बात और भी है,
जो तुमसे कहनी है मुझे….
इश्क़ में जो भी करूँ ख़ता,
वो अपनी समझ के सहनी है तुझे!!!!

Ishq Shayari

Kahin Koi Zakham Bech Diya,
Kahin Koi Shair Suna Diya….
Jo Kabhi Ishq Tha,
Humne Use Rozgaar Bana Diya….

कहीं कोई ज़ख़्म बेच दिया,
कहीं कोई शेर सुना दिया!
जो कभी इश्क़ था,
उसे हमने रोजगार बना दिया!