Habib Jalib Shayari on Khauf-O-Nafrat

nafrat shayari
nafrat shayari

ख़ौफ़-ओ-नफ़रत की हर हद मिटाने निकल,
अक़्ल-ओ-दानिश की शमएँ जलाने निकल….
– हबीब जालिब

Khauf-O-Nafrat Ki Har Had Mitaane Nikal,
Akl-O-Danish Ki Shamayein Jalaane Nikal….
– Habib Jalib

Iftikhar Aarif Shayari on Khaak and Lehja

Lehja Shayari
Lehja Shayari

ये वक़्त किस की रऊनत पे ख़ाक डाल गया,
ये कौन बोल रहा था ख़ुदा के लहजे में….
– इफ़्तेख़ार आरिफ

Ye Waqt Kis Ki Raunat Pe Khaak Daal Gaya,
Ye Kaun Bol Raha Tha Khuda Ke Lehje Mein….
– Iftikhar Aarif

  • रऊनत رعونت = pride, awe

Gareebi Shayari Status in Hindi

gareebi shayari
gareebi shayari

मिसाल बन गई उसकी गरीबी ज़माने के लिए,
वो डबल रोटी बेचती है दो वक़्त की रोटी कमाने के लिए….

Misaal Ban Gayi Uski Gareebi Zamaane Ke Liye,
Wo Double Roti Bechti Hai Do Waqt Ki Roti Kamane Ke Liye….

Wafa Shayari on Husn

Wafa Shayari on Husn
Wafa Shayari on Husn

हुस्न तो कब का तमाम हुआ,
लेकिन वफ़ा का सिलसिला जारी है….

Husn to Kab Ka Tamaam Hua,
Lekin Wafa Ka Silsila Jaari Hai….

Ishq Shayari In Hindi Shayari

Ishq Shayari on smile
Ishq Shayari

बस मुस्करा दो तो खुश हो जाती है तबियत मेरी,
तुम इश्क करती हो या इलाज करती हो….

Bas muskura do to khush ho jati hai tabiyat meri,
Tum ishq karti ho ya ilaj karti ho….

Khayal Shayari in Hindi

khayal shayari in hindi
khayal shayari

मुझको हैं काम और भी, कुछ तो ख़्याल करो मेरा….
आते हो जब ख़याल में, जाते नहीं ख़्याल से….

Mujhko hain kaam aur bhi, kuchh to khayal karo mera..
Aate ho jab khayaal mein, jaate nahin khayaal se..

Jaun Elia Shayari on Visaal and Hijr

Visaal Shayari by Jaun Elia-

वो ख़याल-ए-मुहाल किस का था,
आइना बे-मिसाल किस का था!

सफ़री अपने आप से था मैं,
हिज्र* किस का विसाल* किस का था!

मैं तो ख़ुद में कहीं न था मौजूद,
मेरे लब पर सवाल किस का था!
– जौन एलिया

*> विसाल, وصال = meeting, मिलन

*> हिज्र, ہجر =  separation from beloved, जुदाई, वियोग, विछोह, विरह

Wo Khayal-e-Muhaal Kiska Tha,
Aayna Be Misaal Kis ka Tha!

Safri Apne Aap Se Tha Main,
Hijr Kis Ka, Visaal Kis Ka Tha!

Main To Khud Me Kahin Na Tha Mojud,
Mere Lab Par Sawal Kis Ka Tha!
– Jaun Elia