Ilzaam Shayari on Masoom Chehra and Qatil

Ilzaam Shayari
Ilzaam Shayari on Masoom Chehra

इल्ज़ाम तो लगा दूँ कि क़ातिल भी तुम्ही हो,
मगर मासूम सा चेहरा है.. यक़ीन कौन करेगा….

Ilzaam To Laga Dun Ki Qatil Bhi Tumhi Ho,
Magar Masoom Sa Chehra Hai.. Yakeen Kaun Karega….

Coronavirus Shayari Captions In Hindi

Coronavirus Shayari
Coronavirus Shayari Captions

आ चल के तुझे मैं ले कर चलूँ एक ऐसे गगन के तले..
जहॉं ग़म भी न हो आंसू भी न हो बस प्यार ही प्यार पले..

Aa Chal Ke Tujhe Mein Le Kar Chalu Ek Aise Gagan Ke Taley..
Jahan Gham Bhi Na Ho, Aansu Bhi Na Ho Bas Pyar Hi Pyar Paley..

Coronavirus Shayari For Doctors

Coronavirus Shayari
Coronavirus Shayari For Doctors

मैं शुक्रिया करूँ तेरा, तो कहाँ तक करूँ,
मैंने सर झुकाया कम, और तेरे अहसान बहुत हैं….

Main Shukriya Karun Tera, To Kahan Tak Karun,
Maine Sar Jhukaya Kam, Aur Tere Ehsaan Bahut Hain….

Read More….

Suprabhat Shayari on Shor

suprabhat shayari
Suprabhat Shayari on Shor

हुई सुब्ह वही शोर शहर-ए-आबादी का,
चल शाम तले इक गांव नया बसाते हैं….
सुप्रभात
– सौम्या

Huyi Subah Wahi Shor Shahar-e-Aabadi Ka,
Chal Sham Tale Ik Gaon Naya Basate Hain….
Suprabhat
– Saumya

Kahani Shayari by Ibn E Safi

kahani shayari
Kahani Shayari by Ibn E Safi

लिखने को लिख रहे हैं ग़ज़ब की कहानियाँ
लिक्खी न जा सकी मगर अपनी ही दास्ताँ
– इब्न-ए-सफ़ी

Likhne Ko Likh Rahe Hain Gazab Ki Kahaniyan
Likkhi Na Ja Saki Magar Apni Dastan
– Ibn e Safi

Dastan E Mohabbat Shayari on Bechain

Mohabbat Shayari
Dastan E Mohabbat Shayari

तेरी करवटों से बयां मेरी दास्ताँ ए मुहब्बत है,
वरना कौन इतना बेचैन हुआ किसी के लिये….

Teri Karvaton Se Bayan Meri Dastan E Mohabbat Hai,
Varna Kaun Itna Bechain Hua Kisi Ke Liye….

Shor Shayari on Nazdikiyan

shor shayari
Shor Shayari in Hindi

फासलों में नज़दीकियॉं खोजने का दौर है,
बाहर इतना सन्नाटा.. और अन्दर कितना शोर है….

Faslon Mein Nazdikiyan khojne Ka Daur Hai,
Bahar Itna Sannata.. Aur Andar Kitna Shor Hai….

Fakir Shayari in Hindi

fakir shayari
Fakir Shayari in Hindi

मुझे फ़कीर कहती रही दुनियाँ,
ज़ब मैंने अपने हिस्से का बांटा तो सबके सर झुक गए !!
…. ✍️✍️मनु

Mujhe Fakir Kehti Rahi Duniyan,
Jab Maine Apne Hisse Ka Banta To Sabke Sar Jhuk Gaye!!
…. ✍️✍️Manu