Bhukh Shayari on Hindu Muslim

bhukh shayari
Bhukh Shayari on Hindu Muslim

ये मत देखो हिन्दू कौन है, मुसलमान कौन है !
अपने पड़ोस में पता लगाओ भूखा इंसान कौन है!

Ye Mat Dekho Hindu Kaun Hai, Musalman Kaun Hai!
Apne Pados Mein Pata Lagao Bhukha Insan Kaun Hai!

Suprabhat Hindi Shayari on Geeta and Quran

suprabhat hindi shayari
suprabhat hindi shayari

इंसानियत ही पहला “धर्म” है इंसान का,
फिर पन्ना खुलता है “गीता” या “कुरान” का….
🙏🙏 सुप्रभात 🙏🙏

Insaniyat Hi Pehla “Dharm” Hai Insan Ka,
Fir Panna Khulta Hai “Geeta” Ya “Quran” Ka….
🙏🙏 Suprabhat 🙏🙏

Ishq Shayari on Umar Bhar Ke Liye

ishq shayari in hindi
Ishq Shayari on Umar Bhar Ke Liye

इश्क़ का भी.. अलग ही हिसाब है,
पलभर में हो जाता है, उम्र भर के लिए..!!

Ishq ka Bhi.. Alag Hi Hisab Hai,
Palbhar Mein Ho Jata Hai, Umar Bhar ke Liye..!!

Romantic Shayari on Qatil Nazar

romantic shayari for gf
Romantic Shayari on Qatil Nazar

क़ातिल नज़र औऱ उसके गाल पर तिल,
आज तो बेमौत मर जायेगा मेरा दिल….

Qatil Nazar Aur Uske Gaal Par Til,
Aaj To BeMaut Mar Jayega Mera Dil….

Shor Shayari on Coronavirus

shor shayari
shor shayari on coronavirus

दुनियाँ में बहुत शोर मचा था, हमारी हुकूमत हमारी मर्ज़ी,
अब ईश्वर ने सब को बताया, मेरी दुनियाँ मेरी मर्जी़….

Duniyan Mein Bahut Shor Macha Tha,
Hamari Hukumat Hamari Marzi,
Ab Ishvar Ne Sab Ko Bataya,
Meri Duniyan Meri Marzi….

Love Shayari on Sanwali Ladki

love shayari
Love Shayari on Sanwali Ladki

रंग सारे ही सज जाते हैं इन पर,
ये सांवली लड़कियां बड़ी दिलकश होती हैं….

Rang Sare Hi Saj Jate Hain In Par,
Ye Sanwali Ladkiyan Badi Dilkash Hoti Hain….

Ishq Shayari on Aankhein

ishq shayari
Ishq Shayari on Aankhein

बेशुमार इश्क़ है मेरी इन आँखों में,
नज़र भर के देख लो तुम,
फिर महकोगे भी,
और बहकोगे भी….

Beshumar Ishq Hai Meri In Aankhon Mein,
Nazar Bhar Ke Dekh Lo Tum,
Fir Mehakoge Bhi,
Aur Behakoge Bhi….

Sad Shayari on Dard E Dil

sad shayari
Sad Shayari on Dard E Dil

दिल के दर्द को छुपाना कितना मुश्किल है,
टूटकर फिर मुस्कुराना कितना मुश्किल है,
किसी के साथ दूर तक जाकर तो देखो,
अकेले लौट कर आना कितना मुश्किल है….

Dil Ke Dard ko Chhupana Kitna Mushkil Hai,
Tootkar Fir Muskurana Kitna Mushkil Hai,
Kisi Ke Saath Dur Tak Jakar To Dekho,
Akele Laut Kar Aana Kitna Mushkil Hai….

Shor Shayari on Akhbar and Khabar

shor shayari
Shor Shayari on Akhbar

अखबार के साथ दबे पाँव चली आती थीं,
टीवी ने खबरों को शोर मचाना सिखा दिया….

Akhbar Ke Sath Dabe Paon Chali Aati Thi,
TV ne Khabron Ko Shor Machana Sikha Diya….