Garibi Shayari on Mask

garibi shayari
Garibi Shayari on Mask

मास्क जैसा भी है, ग़ुरबत में बनाया है,
गरीब हैं साहब, गैर-जिम्मेदार नहीं हैं….

Mask Jaisa Bhi Hai, Gurbat Mein Banaya Hai,
Garib Hain Sahab, Gair-Jimmedar Nahin Hain….

Fareb Shayari on Aftab

fareb shayari
Fareb Shayari on Aftab

वो आफ़ताब लाने का देकर हमें फ़रेब
हमसे हमारी रात के जुगनू भी ले गया
– राजेश रेड्डी

Vo Aftab Laane Ka Dekar Humein Fareb
Humse Hamari Raat Ke Jugnu Bhi Le Gaya
– Rajesh Reddy

Parindey Shayari on Hijrat

parindey shayari
parindey shayari on hijrat

सब परिंदे हिजरत (प्रवास) कर गए,
सूखे पेड़ के छाये में कौन बैठता ?

Sab Parindey Hijrat Kar Gaye,
Sukhe Ped Ke Chhaye Mein Kaun Baithta ?

Suprabhat Suvichar on Zindagi

suprabhat suvichar
suprabhat suvichar on zindagi

वज़न तो सिर्फ हमारी इच्छाओं का ही होता है,
वरना जिंदगी तो बिल्कुल हल्की-फुल्की है….
🙏 शुभप्रभात 🙏

Vazan To Sirf Hamari Icchaon Ka Hi Hota Hai,
Varna Zindagi To Bilkul Halki-Fulki Hai….
🙏 Suprabhat 🙏

Mehnat Shayari BY Raza Mauranvi

mehnat shayari
Mehnat Shayari BY Raza Mauranvi

बुलाते हैं हमें मेहनत-कशों के हाथ के छाले
चलो मुहताज के मुँह में निवाला रख दिया जाए
– रज़ा मौरान्वी

Bulate Hain Humein Mehnat-Kashon Ke Hath Ke Chhaley
Chalo Muhtaj Ke Muhn Mein Nivala Rakh Diya Jaye
– Raza Mauranvi

Mizaj-E-Yaar Shayari

yaar shayari
Mizaj-E-Yaar Shayari

ख़ुश्क तिनकों से घर बना रहे हो मोहसिन,
ये जानते भी हो के मिज़ाज-ए-यार आग सा है….

Khushk Tinkon Se Ghar Bana Rahe Ho Mohsin,
Ye Jante Bhi Ho Ke Mizaj-E-Yaar Aag Jaisa Hai….