Meri Aankhon Mein Aansoo Nahin

Meri aankhon mein aansoo nahin bas kuchh nami hai
Wajah tu nahin teri ye kami hai
Unknown

मेरी आँखों में आँसू नहीं बस कुछ “नमी” है
वजह तू नहीं तेरी ये “कमी” है
अज्ञात

Hairat Allahabadi Best Shayari on Maut

maut shayari by hairat allahabadi
Best Shayari on Maut
 Aagaah apni maut se koi bashar nahin
samaan sou baras ka hai, pal ki khabar nahin
Hairat Allahabadi
आगाह अपनी मौत से कोई बशर नहीं
सामान सौ बरस का है, पल की ख़बर नहीं
हैरत अल्लाहबदी
( बशर – आदमी )

Allama Iqbal – Khudi ko Kar Buland Itna

Khudi ko kar buland itna ki har taqdeer se
Pehle khuda bande se khud puchhe, bata teri raza kya hai
– Allama Iqbal

ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले
ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे, बता तेरी रज़ा क्या है
– अल्लामा इक़बाल

Ishq Shayari इश्क शायरी

tune haseen se haseen chehron ko udaas kiya hai ai ishq
agar tu insaan hota to tera qatil main hota
Unknown

तूने हसीन से हसीन चेहरों को उदास किया है ए इश्क
अगर तु इन्सान होता तो तेरा कातिल मै होता
अज्ञात

Nazeer Banarsi Andhera Shayari

Andhera maangne aaya tha roushni ki bheek
Hum apna ghar na jalaate to aur kya karte
– Nazeer Banarsi
अंधेरा माँगने आया था रौशनी की भीक
हम अपना घर न जलाते तो और क्या करते
– नज़ीर बनारसी

Dil Shayari दिल शायरी

 Koun kehta hai ki chand tare tod lana zaroori hai
Dil ko jo chhu jayen wo do lafz hi kaafi hain
Unknown
कौन कहता है कि चाँद तारे तोड़ लाना ज़रूरी है
दिल को जो छू जाएँ वो दो लफ्ज़ ही काफी हैं
अज्ञात

Wali Aasi Best Shayari

 Hum us mehfil mein bas ek baar sach bole the ai ‘Wali’
Zubaan par umr bhar mehsus ki chingariyan humne
Wali Aasi
हम उस महफ़िल में बस इक बार सच बोले थे ऐ ‘वाली’
जुबाँ पर उम्र भर महसूस की चिंगारियां हमने
वाली आसी