Jaun Elia Best Sher O Shayari

Maine logon se mutaasir hona chhor diya ha
Kyun ke log wo nahin hotey jo nazar aaty hain
Jaun Elia
मैंने लोगों से मुतासिर होना छोड़ दिया है
क्यूँ के लोग वो नहीं होते जो नज़र आते हैं
जौन एलिया

Raat Shayari रात शायरी

Jaanta hun tum so gai ho, mujhe padhte huae….
Magar main raatbhar jaagunga, tumhein likhte huae….
Unknown

जानता हूँ तुम सो गई हो, मुझे पढ़ते हुए….
मगर मैं रातभर जागूँगा, तुम्हे लिखते हुए….
अज्ञात

Garib ki Beti Shayari

Zara si aahat se wo jag jaata hai raaton mein
Khuda beti de gareeb ko to darwaaza bhi de
– Unknown
 ज़रा सी आहट से वो जग जाता है रातों में
 ख़ुदा बेटी दे गरीब को तो दरवाज़ा भी दे
– अज्ञात

Duaa Shayari दुआ शायरी

Wo fir se laut aaye the meri zindagi mein ‘apne matlab’ ke leyen
Aur hum sochte rahe ki hamari duaa mein dum tha
Unknown

वो फिर से लौट आये थे मेरी जिंदगी में ‘अपने मतलब’ के लिये
और हम सोचते रहे कि हमारी दुआ में दम था
अज्ञात

Best Sher O Shayari Of Khushbir Singh Shaad

Main baar haa teri yaadon mein is tarah khoya 
Ke jaise koi nadi jangalon mein gum ho jaae
Khushbir Singh Shaad
 –
मैं बार-हा तेरी यादों में इस तरह खोया
कि जैसे कोई नदी जंगलों में गुम हो जाए
ख़ुशबीर सिंह शाद