Dil Shayari / दिल शायरी Dil bhi faraibi meri jaan bhi faraibi Na ye jaan jaati hai na ye dil laut kar aata hai – दिल भी फ़रेबी मेरी जान भी फ़रेबी न ये जान जाती है न ये दिल लौट कर आता है
Sukoon Shayari / सुकून शायरी Sukoon girvi hai uske paas Mohabbat karz li thi jisse – सुकून गिरवी है उसके पास मोहब्बत क़र्ज़ ली थी जिससे
Intezaar e Yaar ki Yun Ho Gayi Sab ko Khabar Intezaar e yaar ki yun ho gayi sab ko khabar Raat bhar meri gali ke diye jalte rahe – इंतजार ए यार की यूँ हो गई सब को खबर रात भर मेरी गली के दिये जलते रहे
Mazhar Imam – Ab kisi raah pe jalte nahin chahat ke charagh Ab kisi raah pe jalte nahin chahat ke charagh Tu meri aakhiri manzil hai, mera saath na chhod Mazhar Imam – अब किसी राह पे जलते नहीं चाहत के चराग़ तू मेरी आख़िरी मंज़िल है, मेरा साथ न छोड़ मज़हर इमाम
Ronakain kahan dikhayi deti hain ab pehle jaisi Ronakain kahan dikhayi deti hain ab pehle jaisi Akhbaaron ke ishtehaar batate hain.. koi tyohaar aaya hai – रौनकें कहां दिखाई देती हैं अब पहले जैसी अखबारों के इश्तेहार बताते हैं.. कोई त्यौहार आया है
Asad Badayuni – Gairon ko kya padi hai…. Gairon ko kya padi hai ki ruswa karein mujhe In saazishon mein haath kisi aashna ka hai – Asad Badayuni – ग़ैरों को क्या पड़ी है कि रुस्वा करें मुझे इन साज़िशों में हाथ किसी आश्ना का है – असद बदायुनी
Baal apne badhaate hain kis waaste deewane Baal apne badhaate hain kis waaste deewane Kya shahar-e-mohabbat mein hajjam nahin hota – बाल अपने बढ़ाते हैं किस वास्ते दीवाने क्या शहर-ए-मोहब्बत में हज्जाम नहीं होता
Daag Dehlvi – Tumko Chaha To Khata Kya Hai Tumko chaha to khata kya hai bata do mujhko Doosra koi to apna sa dikha do mujhko – Daagh Dehlvi – तुम को चाहा तो ख़ता क्या है बता दो मुझको दूसरा कोई तो अपना सा दिखा दो मुझको – दाग़ देहल्वी
Mehboob Shayari / महबूब शायरी Jaane se pehle shahar apna maine dulhan sa sajaya tha Lage na mehboob ko mere ki wo mere matam mein aaya tha – जाने से पहले शहर अपना मैंने दुल्हन सा सजाया था लगे ना महबूब को मेरे कि वो मेरे माताम में आया था
Rizwan Gyani – Deewangi Pe Meri Log Us Waqt Hanse Bohot Deewangi pe meri log us waqt hanse bohot Teri gali mein jab tere ghar ka pata poochha maine Rizwan Gyani – दीवानगी पे मेरी लोग उस वक़्त हँसे बोहत तेरी गली में जब तेरे घर का पता पूछा मैंने रिज़वान ज्ञानी