Love Shayari Hindi Image by Farhat Ehsas

Love Shayari-

Love Shayari by Farhat Ehsas
Love Shayari Hindi Image by Farhat Ehsas

 

ये कच्ची मिट्टियों का ढेर अपने चाक पर रख ले,
तिरी रफ़्तार का हम-रक़्स होना चाहता हूँ मैं !!

   -फ़रहत एहसास 💓

Ye Kacchi Mittiyon Ka Dher Apne Chaak Par Rakh Le,
Teri Raftar Ka Hum Raks Hona Chahta Hun Main….

– Farhat Ehsas

Maa Shayari / माँ शायरी

Maa Shayari In Hindi
Maa Shayari In Hindi

 

रोटी किसी माँ की, कभी ठंडी नहीं होती,
मैने फुटपाथ पे भी, जलते हुए चुल्हे देखे हैं….

—–

Roti Kisi Maa Ki, Kabhi Thandi Nahin Hoti,
Maine Footpath Pe Bhi, Jalte Huae Chulhe Dekhe Hain….


 

माँ ना होगी तो वफ़ा कौन करेगा,
ममता का हक़ भी अदा कौन करेगा….
रब हर एक माँ को सलामत रखना,
वरना हमारे लिए दुआ कौन करेगा….

—–

Maa Na Hogi To Wafa Kaun Karega,
Mamta Ka Haq Bhi Ada Kaun Karega….
Rab Har Maa Ko Salamat Rakhna,
Varna Hamare Liye Duaa Kaun Karega….

Love Shayari in Hindi

Hindi love shayari picture
Love Shayari

 

कब तक वो मेरा होने से इंकार करेगी,
खुद टूट कर वो एक दिन मुझसे प्यार करेगी….
इश्क़ की आग में उसको इतना जला देंगे हम,
कि इज़हार वो मुझसे सर-ए-बाजार करेगी….

——————————————————-

Kab Tak Vo Mera Hone Se Inkaar Karegi,
Khud Toot Kar Vo Ek Din Mujhse Pyaar Karegi….
Ishq Ki Aag Mein Usko Itna Jala Denge Hum,
Ki Izhaar Vo Mujhse Sar-e-Bazaar Karegi….

Neend And Bazar e ishq Shayari In Hindi

Bazar-e-ishq Shayari
Bazar e ishq Shayari

Neend bhi neelam ho jati hai bazar e ishq mein,
Kisi ko bhulkar so jaana aasaan nahin hota….

नींद भी नीलाम हो जाती है बाज़ार ए इश्क में,
किसी को भूल कर सो जाना आसान नहीं होता….

Miss You Shayari on Shaam

Miss You Shayari on Shaam
Miss You Shayari on Shaam

Shaam hote hi teri yaadon mein bikhar sa jaata hun patjhad ki tarha,
Sukhe patte ko aas hai kabhi tum bhi aao sawan ki tarha….

शाम होते ही तेरी यादों में बिखर सा जाता हूँ पतझड़ की तरह,
सूखे पत्ते को आस है कभी तुम भी आओ सावन की तरह….

Moin Shadab Shayari on Ishq In Hindi

ishq shayari
Moin Shadab Shayari on Ishq

Dil Ek Hai To Kaei Bar Kyon Lagaya Jaye,
Bus Ek Ishq Hi Kafi Hai Agar Nibhaya Jaye….

दिल एक है तो कई बार क्यों लगाया जाए,
बस एक इश्क़ ही काफी है अगर निभाया जाए….

Sad Shayari on Khamoshi in Hindi

Sad Shayari on Khamoshi
Sad Shayari on Khamoshi
Khamosh baithe hain to kehte hain udasi achhi nahin,
Aur zara sa hans lein to log muskurane ki vajha punch lete hain….
खामोश बैठे हैं तो लोग कहते हैं उदासी अच्छी नहीं,
और ज़रा सा हंस लें तो लोग मुस्कुराने की वजह पूछ लेते हैं….

Tanhai Shayari on Daman

Tanhai Shayari on Daman
Tanhai Shayari on Daman

इक रोज मिलो तन्हाई में, मिलने का मजा जब आएगा,
इस भीड़ में क्या दामन थामूं , क्या बात सरे बाजार करूँ….

Ik roj milo tanhayi mein, milne ka maza jab ayega,
Is bheed mein kya daman thamu, kya bat sare bazar karu….