Dil Pe Attitude Shayari

attitude shayari
attitude shayari

ताले लगा दिए दिल को अब तेरा अरमान नहीं,
बंद होकर खुल जाए ये तेरे बाप की दुकान नहीं….

Taley Laga Diye Dil Ko Ab Tera Arman Nahin,
Band Hokar Khul Jaye Ye Tere Baap Ki Dukan Nahin….

Cheekh Shayari On Dard

dard shayari
Cheekh Shayari On Dard

चीख़ कर दर्द बताऊँ और मज़ाक बन जाऊं,
बेहतर है रो लूँ ख़ुद ही मैं और राख़ बन जाऊं….

Cheekh Kar Dard Bataun Aur Mazak Ban Jaun,
Behtar Hai Ro Lun Khud Hi Mein Aur Raakh Ban Jaun….

Funny Shayari On Dil

Funny Shayari On Dil
Funny Shayari On Dil

सुलझा रहा हूँ जाने कबसे इस पहेली को,
तुम्हें दिल दूँँ या फिर तुम्हारी सहेली को….

Suljha Raha Hun Jane Kabse Is Paheli Ko,
Tumhein Dil Dun Ya Fir Tumhari Saheli Ko….

Tanhai Shayari on Daman

Tanhai Shayari on Daman
Tanhai Shayari on Daman

इक रोज मिलो तन्हाई में, मिलने का मजा जब आएगा,
इस भीड़ में क्या दामन थामूं , क्या बात सरे बाजार करूँ….

Ik roj milo tanhayi mein, milne ka maza jab ayega,
Is bheed mein kya daman thamu, kya bat sare bazar karu….