Hairat Allahabadi Best Shayari on Maut

maut shayari by hairat allahabadi
Best Shayari on Maut
 Aagaah apni maut se koi bashar nahin
samaan sou baras ka hai, pal ki khabar nahin
Hairat Allahabadi
आगाह अपनी मौत से कोई बशर नहीं
सामान सौ बरस का है, पल की ख़बर नहीं
हैरत अल्लाहबदी
( बशर – आदमी )

Sheri Bhopali Mohabbat Shayari – Abhi To Dil Mein Halki Si….

Mohabbat Shayari / Love Shayari

Abhi to dil mein halki si khalish mehsus hoti hai
Bahut mumkin hai kal iska mohabbat naam ho jaye
– Sheri Bhopali
अभी तो दिल में हल्की सी ख़लिश महसूस होती है
बहुत मुमकिन है कल इसका मोहब्बत नाम हो जाए
– शेरी भोपाली

Ishq Ki Ruhani Shayari

ishq ruhani ho humse gar, to zafa milne ki ummeed na kar
pehle mujhmein zara khulkar jee to le, yu bewajah fanaa hone ki baat na kar
Unknown
इश्क़ रूहानी हो हमसे गर, तो ज़फा मिलने की उम्मीद न कर
पहले मुझमें ज़रा खुलकर जी तो ले, यूँ बेवजह फ़ना होने की बात न कर
अज्ञात