Funny Shayari on Aandhi

Funny Shayari
Funny Shayari on Aandhi

आंधियों से कहो औकात में रहें,
यहाँ जरा सा तार हिल जाने से बिज़ली चली जाती है….

Aandhiyon Se Kaho Aukat Mein Rahein,
Yahan Jara Sa Taar Hil Jane Se Bijli Chali Jati Hai….

Read More….

Coronavirus Lockdown Shayari in Hindi

Coronavirus Shayari
Coronavirus Lockdown Shayari in Hindi

बड़े दावे हो रहे थे मानव सभ्यता के उत्कर्ष पर पहुंचने के,
प्रकृति ने एक परीक्षण क्या किया सब चरमरा के ढह गए।

Bade Dave Ho Rahe They Manav Sabhyata Ke Utkarsh Par Phauchne Ke,
Prakriti Ne Ek Parikshan Kya Kia Sab Charmara Ke Dhah Gaye.

Zindagi Shayari in Hindi

zindagi shayari
Zindagi Shayari in Hindi

उस मोड़ से शुरू करें फिर ये ज़िन्दगी,
हर शय जहाँ हसीन थी, हम तुम थे अजनबी….

Us Mod Se Shuru Karein Fir Ye Zindagi,
Har Shay Jahan Haseen Thi, Hum Tum They Ajnabi….

Fasla Qayam Rakho Ghazal on Coronavirus Awareness in Hindi

‘Fasla Qayam Rakho….’ Ghazal on Coronavirus Awareness in Hindi by Prof. Nasir Naqvi –

सारी दुनियाँ में वबा है, फासला क़ायम रखो
हर कोई सहमा हुआ है, फासला क़ायम रखो

शहरों शहरों दहर में इक कहर है पसरा हुआ
तरक-ए-दुनियाँ ही दवा है, फासला क़ायम रखो

Read moreFasla Qayam Rakho Ghazal on Coronavirus Awareness in Hindi

Husn Shayari on Yaar

Husn Shayari
Husn Shayari on Yaar

हुस्न का क्या काम सच्ची मोहब्बत में,
रंग सांवला भी हो तो यार क़ातिल लगता है।

Husn Ka Kya Kaam Sacchi Mohabbat Mein,
Rang Sanwla Bhi Ho To Yaar Qatil Lagta Hai.

Namaz Shayari on Coronavirus Lockdown in Hindi

Namaz Shayari
Namaz Shayari on Coronavirus Lockdown in Hindi

ना सही जमात में, ऐ रब के बंदे अपने घर से पढ़,
है खबर उसे तेरे हर लम्हे की, नमाज़ इस डर से पढ़।

Na Sahi Jamaat Mein, Ai Rab Ke Bande Apne Ghar Se Padh,
Hai Khabar Use Tere Har Lamhe Ki, Namaz Is Dar Se Padh….

Mohabbat Love Shayari in Hindi

Love Shayari
Mohabbat Love Shayari in Hindi

खींच लाती है हमे तेरी मुहब्बत वरना,
आखरी बार कई बार मिले हैं तुझ से

Khinch Lati Hai Hume Teri Muhabbat Warna,
Aakhri Bar Kai Bar Mile Hain Tujh Se….

Shabnam Sad Shayari in Hindi

shabnam sad shayari
shabnam sad shayari in hindi

शबनम के क़तरे का भी क्या नसीब था,
लिपट कर कली से.. बेचारा खत्म हो गया….

Shabnam Ke Katre Ka Bhi Kya Naseeb Tha,
Lipat Kar Kali Se.. Bechara Khatm Ho Gaya….