Prem Kumar Nazar – Ji Chahata Hai Haath Laga Kar Bhi Dekh Lein

ji chahata hai haath laga kar bhi dekh lein
us ka badan qaba hai ki us ki qaba badan
Prem Kumar Nazar


जी चाहता है हाथ लगा कर भी देख लें

उस का बदन क़बा है कि उस की क़बा बदन
प्रेम कुमार नज़र
( क़बा – चादर, कपड़ा )

Arman Shayari अरमान शायरी

दो हिस्सों में बंट गए हैं.. मेरे दिल के तमाम अरमान,
कुछ तुझे पाने निकले.. तो कुछ मुझे समझाने निकले..
do hisso mei bat gaye hain.. mere dil ke tamam arman
kuchh tujhe paane nikle.. to kuchh mujhe samjhane nikle..
 <>

Khwab Shayari / ख़्वाब शायरी

ख्वाब शायरी
Khwab Shayari
Dil mein chhipi yadon se mein sanwarun tujhe
Tu dikhe to apni aankhon mein utaru tujhe
Tere naam ko apne labon par aise sajau
Gar so bhi jaau to khwaabon mein pukaaru tujhe
दिल में छिपी यादों से मैं सवारूँ तुझे,
तू दिखे तो अपनी आँखो में उतारू तुझे,
तेरे नाम को अपने लबों पर ऐसे सजाऊ,
गर सो भी जाऊं तो ख़्वाबों में पुकारू तुझे!