Attitude Shayari on Ishq

Ishq wala attitude shayari
Attitude Shayari on Ishq

फिर एक बार पड़ेंगे इश्क़ में जाना,
भरोसा ही तो उठा है.. जनाज़ा नहीं….

Fir Ek Bar Padenge Ishq Mein Jana,
Bharosa Hi To Utha Hai.. Janaza Nahin….

Sad Shayari on Kharab Aadmi

shayari on sad man
sad shayari on kharab aadmi

मैं किसी के काम न आ सका,
मुझे आदमी तू ख़राब लिख….

Main Kisi Ke Kaam Na Aa Saka,
Mujhe Aadmi Tu Kharab Likh….

Attitude Status on Banyan Tree

attitude status for boys
Attitude Status on Banyan Tree

हम भी बरगद के पेड की तरह हैं,
जहाँ दिल लग जाये, वहाँ सदियों खड़े रहते हैं….

Hum Bhi Bargad Ke Ped Ki Tarha Hain,
Jahan Dil Lag Jaye, wahan Sadiyon Khade Rehte Hain….

Sad Shayari on Aansu

khoon ke aansu sad shayari
Sad Shayari on Aansu

अब जो रोयेंगे तो खून आएगा,
आँसू जितने थे बहा दिए मैंने….

Ab Jo Royenge To Khoon Aayega,
Aansu Jitne The Baha Diye Maine….

Naseeb Shayari on Rishte Naate

naseeb shayari
naseeb shayari on rishte

कौन किसका रक़ीब होता है,
कौन किसका हबीब होता है,
बन जाते हैं रिश्ते नाते,
जहाँ जिसका नसीब होता है….

Kaun Kiska Raqeeb Hota Hai,
Kaun Kiska Habeeb Hota Hai,
Ban Jate Hain Rishte Naate,
Jahan Jiska Naseeb Hota Hai….

Sad Shayari on Kadmon Ke Nishan

sad shayari on kadam
sad shayari on kadmon

ठहर कर जो कभी देखती हूँ अपने कदमों निशां👣,
वो भी अधूरे लगते है तेरे साथ के बिना💔

Thehar Kar Jo Kabhi Dekhti Hun Apne Kadmon Ke Nishan👣,
Wo Bhi Adhure Lagte Hain Tere Sath Ke Bina💔

Rishte Shayari on Rooh and Farishte

Rishte Shayari on Rooh
Rishte Shayari on Rooh

रूह से जुड़े रिश्ते पर फरिश्तो के पहरे होते हैं,
कोशिश कर लो तोड़ने की और ये गहरे होते हैं….

Rooh Se Jude Rishte Par Farishton Ke Pehre Hote Hain,
Kaushish Kar Lo Todne Ki Aur Ye Gehre Hote Hain….

Roti Shayari on Chand Ka Tukda

roti shayari on chand
roti shayari on chand

रोटी को ढूंढता कूड़े के ढेर पर,
देखा है मैंने एक चाँद का टुकड़ा ज़मीन पर….

Roti Ko Dhundta Kude Ke Dher Par,
Dekha Hai Maine Ek Chand Ka Tukda Zameen Par….