Attitude Shayari on Manzil

shayari on attitude in hindi
attitude shayari on manzil

सीढ़ी की आसानी तुम्हें मुबारक हो.
मैंने अपनी दम पर मंज़िल पाई है….
– अक्स समस्तीपुरी

Seedhi Ki Aasani Tumhein Mubarak Ho,
Maine Apni Dam Par Manzil Payi Hai….
– Aks Samastipuri

Kuchh Tasverein Aawaz Se Jyada Shor Karti Hain

shor shayari on be-basi and majburi
shor shayari

कुछ “तस्वीरें” आवाज से ज्यादा “शोर” करती हैं,
बस सुनने के लिए “कान” नहीं “हृदय” की आवश्यकता होती है….

Kuchh “Tasverein” Aawaz Se Jyada “Shor” Karti Hain,
Bas Sunne Ke Liye “Kaan” Nahin “Hirdya” Ki Avashyakta Hoti Hai….

Bhojpuri Shayari on Shor

Bhojpuri Shor Shayari
Bhojpuri Shayari on Shor

अँखिया👁️ के निरखि रे कजरा, बिंदिया करें शोर हो,
गलिया के चुमे कनबलिया, धड़के ला छतिया💗 मोर हो….

Ankhiya👁️ Ke Nirkhi Re Kajra, Bindiya Kare Shor Ho,
Galiya Ke Chume Kanbaliya, Dhadke La Chhatiya💗 Mor Ho….

Shor Si Hai Zindagi Meri

zindagi ka shor shayari
Shor Si Hai Zindagi Meri

शोर सी है ज़िन्दगी मेरी🗯️
सुकून सा है चेहरा तेरा🌹

Shor Si Hai Zindagi Meri🗯️
Sukoon Sa Hai Chehra Tera🌹

Shor Kab Tak Machayega

dariya shayari on shor
Shor Kab Tak Machayega

शोर कब तक मचाएगा आख़िर,
चढ़ता दरिया उरत ही जायेगा,
थोड़ी हिम्मत रखो, बुरा ही सही,
वक़्त ये भी गुज़र जाएगा 😊👍

Shor Kab Tak Machayega Aakhir,
Chadhta Dayiya Utar Hi Jayega,
Thodi Himmat Rakho, Bura Hi Sahi,
Waqt Ye Bhi Guzar Jayega 😊👍

Ghamon Ka Shor Hai

shayari on shor
Ghamon Ka Shor Hai

लौट आयेंगी खुशियाँ,
अभी कुछ ग़मों का शोर है,
जरा संभलकर रहो दोस्तों,
ये इम्तिहानो का दौर है….

Laut Ayengi Khushiyan,
Abhi Kuch Ghamon Ka Shor Hai,
Jara Sambhalkar Raho Doston,
Ye Imtihano Ka Daur Hai….

Paon Mein Chhale Nahin Rahe

gareebi shayari
Paon Mein Chhale Nahin Rahe

ऐसा नहीं कि पांव में छाले नहीं रहे,
तकलीफ तो ये है कि देखने वाले नहीं रहे..!!

Aisa Nahin Ki Paon Mein Chhale Nahin Rahe,
Takleef To Ye Hai Ki Dekhne Wale Nahin Rahe..!!

Dilchasp Attitude Status in Hindi

attitude status in hindi
Dilchasp Attitude Status in Hindi

हम दिलकश आवाज़ के साथ दिलचस्प भी हैं😎,
हमारा नंबर📲 लीजिए और बेशक बातें कीजिए 💬💞

Hum Dilkash Awaz Ke Sath Dilchasp Bhi Hain😎,
Hamara Number📲 Lijye Aur Beshak Baatein Kijye💬💞

Mohabbat Shayari on Usool

Apnon ki mohabbat shayari
Mohabbat Shayari on Usool

मैंने सीखे हैं मोहब्बत से मोहब्बत के उसूल,
कितना मुश्किल है किसी अपने को अपना बनाएं रखना….

Maine Seekhe Hain Mohabbat Se Mohabbat Ke Usool,
Kitna Mushkil Hai Kisi Apne Ko Apna Banaye Rakhna….