Sheri Bhopali Mohabbat Shayari – Abhi To Dil Mein Halki Si….

Mohabbat Shayari / Love Shayari

Abhi to dil mein halki si khalish mehsus hoti hai
Bahut mumkin hai kal iska mohabbat naam ho jaye
– Sheri Bhopali
अभी तो दिल में हल्की सी ख़लिश महसूस होती है
बहुत मुमकिन है कल इसका मोहब्बत नाम हो जाए
– शेरी भोपाली

Mohabbat Shayari – Bahut Gazab Ka Hai Ye Silsila

बहुत गजब का है, ये सिलसिला तेरी मोहब्बत का,
न तू कैद में रखती है, न जाने की इजाज़त देती है..

Bahut Gazab Ka Hai, Ye Silsila Teri Mohabbat Ka,
Na Tu Qaid Mein Rakhti Hai, Na Jane Ki Ijazat Deti Hai..