Ishq Shayari

Kahin Koi Zakham Bech Diya,
Kahin Koi Shair Suna Diya….
Jo Kabhi Ishq Tha,
Humne Use Rozgaar Bana Diya….

कहीं कोई ज़ख़्म बेच दिया,
कहीं कोई शेर सुना दिया!
जो कभी इश्क़ था,
उसे हमने रोजगार बना दिया!

Neend And Bazar e ishq Shayari In Hindi

Bazar-e-ishq Shayari
Bazar e ishq Shayari

Neend bhi neelam ho jati hai bazar e ishq mein,
Kisi ko bhulkar so jaana aasaan nahin hota….

नींद भी नीलाम हो जाती है बाज़ार ए इश्क में,
किसी को भूल कर सो जाना आसान नहीं होता….

Moin Shadab Shayari on Ishq In Hindi

ishq shayari
Moin Shadab Shayari on Ishq

Dil Ek Hai To Kaei Bar Kyon Lagaya Jaye,
Bus Ek Ishq Hi Kafi Hai Agar Nibhaya Jaye….

दिल एक है तो कई बार क्यों लगाया जाए,
बस एक इश्क़ ही काफी है अगर निभाया जाए….

Ishq Shayari इश्क शायरी

tune haseen se haseen chehron ko udaas kiya hai ai ishq
agar tu insaan hota to tera qatil main hota
Unknown

तूने हसीन से हसीन चेहरों को उदास किया है ए इश्क
अगर तु इन्सान होता तो तेरा कातिल मै होता
अज्ञात