Jigar Moradabadi – Shayari On Aansoo And Muskurahat Saaz-e-ulfat chhid raha hai aansuon ke saaz par Muskuraaye hum to un ko bad-gumaani ho gayi – Jigar Moradabadi – साज़-ए-उल्फ़त छिड़ रहा है आँसुओं के साज़ पर मुस्कुराए हम तो उन को बद-गुमानी हो गई – जिगर मुरादाबादी
Jigar Moradabadi On Zamana Apna zamana aap banate hain ahal-e-dil Hum wo nahin ki jin ko zamana bana gaya – Jigar Moradabadi – अपना ज़माना आप बनाते हैं अहल-ए-दिल हम वो नहीं कि जिन को ज़माना बना गया – जिगर मुरादाबादी
Jigar Moradabadi – Ye Ishq Nahin Asan Ye ishq nahin asan itna hi samajh leeje Ik aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai – Jigar Moradabadi – ये इश्क़ नहीं आसाँ इतना ही समझ लीजे इक आग का दरिया है और डूब के जाना है – जिगर मुरादाबादी