Mazhar Imam – Ab kisi raah pe jalte nahin chahat ke charagh

 Ab kisi raah pe jalte nahin chahat ke charagh
Tu meri aakhiri manzil hai, mera saath na chhod
Mazhar Imam
–
अब किसी राह पे जलते नहीं चाहत के चराग़
तू मेरी आख़िरी मंज़िल है, मेरा साथ न छोड़
मज़हर इमाम

Leave a Comment